Aasmano ki duniya nahi mere paas
Main hu gareeb dungi bas tera saath
Chaand tare kya main lau jhoot kyu main batao
Sachi sachi boli bole dilki har baat
Taajmahal na main mangu na mangu gadi bangle
Dene hai tu de de sajan umar bhar hato mein haat
Aasmano ki duniya nahi mere paas
Chhota sa ghar ho bas usmein sajan ho
Saath tere bas main rahu din ho ya raat
Hu main greeb bas dungi tera saath
Koi wada main na karu koi kasmein na khani
Main ho greeb main to bas du pyaar se har qurbani
ehsaas tere dil ka banke dungi bas main pyaar ki saogat...