Tera Muskurate hoye aana Hum ko acha laga
Wo Tera Sharam se guzar jana acha laga
Door se Dekhna wo Tera Pass aa ker Nazrain Jhukana acha laga
Wo jo Barson se Tere Seene mai Qaid hai Aankhon se batana acha laga
Tera jate waqt Murr ker na dekhna Phir Qadmon ka Ruk jana acha laga
Tuu Falak ki tarha chaya tha Mujh per Aaj wo Falak ka Toota Tara acha
laga Suna hai Mohabbat mai hote hain her taraf Andhere Aaj Duniya ka wo
Qaul sacha laga